Song Aarambh Hai Prachand Lyrics Song Is Sung By Piyush Mishra And Lyrics Writeen By Piyush Mishra And Music Given By Piyush Mishra.
Song: | Aarambh Hai Prachand Lyrics |
Singer: | Piyush Mishra |
Lyrics: | Piyush Mishra |
Music: | Piyush Mishra |
Cast: | K. K. Menon, Mahi Gill, Abhimannyu Singh |
Label: | T-Series |
Aarambh Hai Prachand Lyrics In English
Aarambh hai prachand bol mastakon ke jhund
Aaj jung ki ghadi ki tum guhaar do
(Aarambh hai prachand bol mastakon ke jhund
Aaj jung ki ghadi ki tum guhaar do
Aan baan shaan ya ki jaan ka ho daan aaj
Ik dhanush ke baan pe utaar do) – (2)
Aarambh hai prachand
(Mann kare so praan de, jo mann kare so praan le
Wahi toh ek sarvshaktimaan hai) – (2)
Vishv ki pukaar hai yeh bhaagwat ka saar hai
Ki yuddh hi veer ka pramaan hai
Kauravo ki bheed ho ya, paandavo ka ? ho
Jo lad saka hai woh hi toh mahaan hai
Jit ki hawas nahi, kisi pe koyi vash nahi
Kya jindagi hai thokaro pe maar do
Maut ant hai nahi toh maut se bhi kyun dare
Jaake aasmaan mein dahaad do
Aarambh hai prachand bol mastakon ke jhund
Aaj jung ki ghadi ki tum guhaar do
Aan baan shaan ya ki jaan ka ho daan aaj
Ik dhanush ke baan pe utaar do
Aarambh hai prachand
(Woh daya ka bhaav ya ki shaurya ka chunaav
Ya ki haar ka woh ghaanv tum yeh soch lo) – (2)
Yaa ki pure bhaal par jala rahe vijay ka laal
Laal yeh gullal tum soch lo
Rang kesari ho ya mridang kesari ho
Ya ki kesari ho taal tum yeh soch lo
Jis kavi ki kalpana mein jindagi ho prem geet
Uss kavi ko aaj tum nakaar do
Bhigati maso mein aaj, phulati ragon mein aaj
Jo aag ki lapat ka tum bakhaar do
Aarambh hai prachand bol mastakon ke jhund
Aaj jung ki ghadi ki tum guhaar do
Aan baan shaan ya ki jaan ka ho daan aaj
Ik dhanush ke baan pe utaar do
Aarambh hai prachand – (3)
Aarambh Hai Prachand Lyrics In Hindi
आरम्भ है प्रचण्ड, बोले मस्तकों के झुंड
आज जंग की घड़ी की तुम गुहार दो
आन बान शान या कि जान का हो दान
आज इक धनुष के बाण पे उतार दो
आरम्भ है प्रचण्ड...
मन करे सो प्राण दे, जो मन करे सो प्राण ले
वही तो एक सर्वशक्तिमान है
कृष्ण की पुकार है, ये भागवत का सार है
कि युद्ध ही तो वीर का प्रमाण है
कौरवों की भीड़ हो या पांडवों का नीड़ हो
जो लड़ सका है वो ही तो महान है
जीत की हवस नहीं, किसी पे कोई वश नहीं
क्या ज़िन्दगी है ठोकरों पे मार दो
मौत अंत है नहीं, तो मौत से भी क्यों डरें
ये जा के आसमान में दहाड़ दो
आरम्भ है प्रचंड...
वो दया का भाव, या कि शौर्य का चुनाव
या कि हार का वो घाव तुम ये सोच लो
या कि पूरे भाल पे जला रहे विजय का लाल
लाल ये गुलाल तुम ये सोच लो
रंग केसरी हो या मृदंग केसरी हो या कि
केसरी हो ताल तुम ये सोच लो
जिस कवि की कल्पना में, ज़िन्दगी हो प्रेम गीत
उस कवि को आज तुम नकार दो
भीगती मसों में आज, फूलती रगों में आज
आग की लपट का तुम बघार दो
आरम्भ है प्रचंड...
Aarambh Hai Prachand Lyrics Video Song –
I Hope Yo Are Like This Lyrics Post Aarambh Hai Prachand Lyrics For More Click Here Home Page